Google
 

Tuesday, May 23, 2006

Yaadein

This song's been playing in my head all day today. It's from the movie Phir Milenge. An album that I've listened to over and over again. My friend and I listened to it almost every time we sat down for a game of Scrabble, or even just for a chat. Maybe I'm thinking of too many things today; things that remind me of what was... of the life I gave up to have the one I'm living today. Maybe I'm just remembering too much. But when people touch your life in ways that you'd never imagined, you tend to remember everything about them, don't you?

Yaad hai woh pehli mulaaqaat yaad hai
Yaad hai mujhe teri har ek baat yaad hai
Woh maheki raatein, saari saugaatein
Bheegi meri aankhon se aansu beh chale
Kisse kuch puraane mil gaye
Rone ke bahaane mil gaye

Mere toote dil mein koi khwaahish na rahi
Armaanon ke sab raaste soone pade
Kyoon dua bhi meri bani aaj bad-dua
Yeh ehsaas chaahat ke sabhi chubhne lage
Kisse kuch puraane mil gaye
Rone ke bahaane mil gaye

Tujhe bhoolna bhi chaahoon to na bhula sakoon
Tu hi bata tere bina kaise rahoon
Tu jaane na sanam gham maine kya saha
Bikhre mere sapne zameen pe tootke
Kisse kuch puraane mil gaye
Rone ke bahaane mil gaye

Yaad hai woh pehli mulaaqaat yaad hai
Yaad hai mujhe teri har ek baat yaad hai
Woh maheki raatein, saari saugaatein
Bheegi meri aankhon se aansu beh chale
Kisse kuch puraane mil gaye
Rone ke bahaane mil gaye

3 comments:

Caffeinism said...

Zindagi Ki Raahon Mein Aise Mod Bhi Aate Hain
Saawan Ke Saath-Saath Yehan Patjad Bhi Aate Hain
Aasuwon Ke Saagar Mein Moti Bhi Milthe Hain
Jo Unhe Doond lete hain, Wahi Zindagi Jee Lete Hain.

I found this one somewhere...thought will share it with you.

Raaga said...

this is lovely... thanks Caff!

Euphoric Madness! said...

well well...couldn't agree with you more...places , songs movies , characters from books always reminding us of someone or something with someone......am here too btw...followed ya....cheers